Jis tarah door too gayi, us tarah koyi gaya naa tha
Jo chale the saath mere qadam, vo too nahin tera saaya tha
Bikar gaya dil mera tut ke
O, bewafa, tere ishq mein
Bikar gaya dil mera tut ke
O, bewafa, tere ishq mein
Yaad teri aanae lagee, jaan meri jaane lagee tere intazaar mein
Ho, bikar gaya dil mera tut ke
O, bewafa, tere ishq mein
Ho, bikar gaya dil mera tut ke
O, bewafa, tere ishq mein
Tadapun main
Thaaron ko gin-gin raat guzaaraa main karoon
Behate hain ye ansu mere
Too bataa, main kya karoon?
Begaana main ho gaya aaj tumhaare pyaar mein
Ho, bikar gaya dil mera tut ke
O, bewafa, tere ishq mein
Ho, bikar gaya dil mera tut ke
O, bewafa, tere ishq mein
Pehle bithaaya palkon par
Aaj zameen pe giraaya kyun?
Aise bhee din aayenge
Ye naa soch paayaa kyun?
Badal gae vo aaj saare kal tak jo the saath mein
Ho, bikar gaya dil mera tut ke
O, bewafa, tere ishq mein
Ho, bikar gaya dil mera tut ke
O, bewafa, tere ishq mein