menu-iconlogo
huatong
huatong
sufradil-chaandni-cover-image

chaandni

sufr/Adilhuatong
pass4surehuatong
Тексты
Записи
(amnesia)

Keh do na tum bhi pagal ho jaise mere

Sookhi yaadon ki dhool leke aana nahi

Pata bhi nahi phir milenge ya nahi

Raatein khaamosh hi hai tere bina

Neendon ke safar mein dhoondhta hu tumhe

Teri aankhon ki lehron mein doobna chahu main

Kya tum kar sakti intezaar mera?

Call me selfish but I don't wanna see you with

No-no-no one else

Roshni ka ehsaas tere aane se

Palkein bheeg jaati hai

Jab badh jaate faaslein tere mere

Naraaz rehti tu hai

Khamoshi qaatil hai

And I f- this shit up over and over again

Thoda sa hi sahi

De jaa na bas tu chain

Sab hai silsila

Sab bekaar hai bin tere

Phir se milne ki khwaaish hai

Poori kar de farmaish

Haqeeqat hi bhulaa ke

Aaja na

Chaandni raaton ka jo

Aankhon mein nasha

Wo de jaa tu piya

Khaamoshi honthon pe jo

Hai tere isse hi halki

Pyaari si baatein keh hi jaana tu piya

Bas iss dil ko tum sambhal lena

Zindagi ki raahon mein tu hi ek aasra

Raatein khaamosh hai

Par sapne saath hai

Har pal teri yaadon mein

Karu fariyaad main rozaana

Toh aaja na

Khud ko leke tu

Tanha safar mein

Saath mere chal tu

Sunn dil ki baatein

Meri dhadkan tu

Milne ke khwaab dekhu

Har pal bas tu hi tu

Na jaanu main

Kyun aisa hu?

Doori bhi deti tu

Main kya karu?

Mitaa de tu

Bhulaa de tu

Haath le thaam mera

Chal ho jaaye ghum

Haqeeqat hi bhulaa ke

Aaja na

Chaandni raaton ka jo

Aankhon mein nasha

Wo de jaa tu piya

Khaamoshi honthon pe jo

Hai tere isse hi halki

Pyaari si baatein keh hi jaana tu piya

Haqeeqat hi bhulaa ke

Aaja na

Chaandni raaton ka jo

Aankhon mein nasha

Wo de jaa tu piya

Khaamoshi honthon pe jo

Hai tere isse hi halki

Pyaari si baatein keh hi jaana tu piya

(amnesia)

Еще от sufr/Adil

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться