Hey, don't touch, don't touch
deewaane, don't touch, don't touch
Don't touch, don't touch
deewaane, don't touch, don't touch
main hoon najuk kalee
Don't touch, don't touch
deewaane, don't touch, don't touch
main hoon najuk kalee
Don't touch, don't touch
deewaane, don't touch, don't touch
main hoon najuk kalee, muje chhoona nahin
dhadke-dhadke, dil mera dhadke-dhadke
dhadke-dhadke, dil mera dhadke-dhadke
main hoon handsome javaan
dhadke-dhadke, dil mera dhadke-dhadke
baath meri too maan
dhadke-dhadke, dil mera dhadke-dhadke
hum hain tere deewaane, hamein chakkar mein naa daal
dhadke-dhadke, dil mera dhadke-dhadke
dhadke-dhadke, dil mera dhadke-dhadke
masti mein duba saara ye samaan
saathee naa koyi, raat hai javaan
kya karoon, dil maane nahin, jaanam
aayaa nahin pyaar ka mausam
are, kya karoon, dil maane nahin, jaanam
aayaa nahin pyaar ka mausam
dekho naa mujko yoon palat-palat ke
are, dekho naa mujko yoon palat-palat ke
aisee bhee kya jalthee, ruk jaao, deewaanon
jhoomein saare yahaan, too bhee masti mein jhoom
Don't touch, don't touch
deewaane, don't touch, don't touch
Don't touch, don't touch
deewaane, don't touch, don't touch
kaisee masti hai, ye kaisa jaadoo hai
hosh naa muje, dil pe naa qaabu hai
dil mein mere kyun sholaa-sa bhadke
rah-rah ke naa jaane kyun ye dhadke
o, dil mein mere kyun sholaa-sa bhadke
rah-rah ke naa jaane kyun ye dhadke
mera bhee dil bole ab dhadak-dhadak ke
mera bhee dil bole ab dhadak-dhadak ke
paas aao naa, dekho, ab chhedo naa
meri bali umr hai, main kaise jaaoon bhool
dhadke-dhadke, dil mera dhadke-dhadke
dhadke-dhadke, dil mera dhadke-dhadke
main hoon najuk kalee
Don't touch, don't touch
main hoon najuk kalee
Don't touch, don't touch
main hoon najuk kalee, muje chhoona nahin
Don't touch, don't touch
deewaane, don't touch, don't touch
Don't touch, don't touch
deewaane, don't touch, don't touch
deewaane
deewaane, don't touch, don't touch