Lagi, aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Wahi aag seene mein
phir jal padi haiii
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Kuchh, aise hi din the, wo
jab ham mile theee
Chaman mein nahi
phool dil mein khile theee
Wahin to hai mausam
magar rut nahin woo
mere saath,
barsaat, bhi ro padi hai
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Koyi kaash dil pe
zara haath rakh de
Mere dil ke, tukdon ko
ik saath rakh de
Magar ye hain,
khwabon, khayalon ki baateinnn
kabhi, toot kar
cheez, koyi judi hai
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai
Wahi aag seene mein
phir jal padi haiii
Lagi aaj saawan ki
phir wo jhadi hai