menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Sun Soniyo Sun Dildar

Tarun panchal/Renuka panwarhuatong
larryevanshuatong
Тексты
Записи
Sun soniyo sun dildar

Rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar

Sun soniyo sun dildar

Rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar

...

Tu hi khuda tu mera sansar

Khud se zyada tujhe karti hoon pyar

Tu hi khuda tu mera sansar

Khud se zyada tujhe karti hoon pyar

....

Lagta hai darr tu chhod na jaye

Jaye toh jaan sang le jaye

...

Dil ki hai dhadkan aankhon ka didaar

Rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar

Sun soniyo sun dildar

Rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar

Khuda ki inayat hai hume jo milaya hai

Diya pyar wala ye dil mein jalaya hai

Hai tu sanson mein aankhon mein mera yaar

Khud se zyada tujhse karti hoon pyar

Tu hi khuda tu mera sansar

Khud se zyada tujhe karti hoon pyar

....

Apna jahan sab se juda hum banayenge

Pyari si khushiyan chunke duniya se layenge

...

Itana to kar mujhpe eytbaar

Rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar

Sun soniyo sun dildar

Rab se bhi zyada tujhe karte hain pyar

Teri parchhai se door kaise jaungi

Tujhme basi hoon main tujhme kho jaungi

Meri palkon mein hai tera izahaar

Khud se zyada tujhe karti hoon pyar

Еще от Tarun panchal/Renuka panwar

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться

Sun Soniyo Sun Dildar от Tarun panchal/Renuka panwar - Тексты & Каверы