gularululu
gularularulu
raa rara
Nahi kabhi nahi, yeh kabhi na hua
Kya bataun tujhe, main hu kahaan baharo ke yeh din
Nahi kabhi nahi, yeh kabhi na hua
Wo samaa pyaar ka, tere bin hai dhooa
Wo samaa pyaar ka, tere bin hai dhooa
O meri jaane jaan, wo raate kahaan, yeh kabhi na hua
Kya bataun tujhe, main hu kahaan baharo ke yeh din
Guzaare tere bin, nahi kabhi nahi, yeh kabhi na hua
Kya bataun tujhe, main hu kahaan baharo ke yeh din
Nahi kabhi nahi, yeh kabhi na hua
Din vidhalne laga, shaam aane ko hai
Din vidhalne laga, shaam aane ko hai
Eh meri sansagi, kahaan tu kho gayi
Yeh kabhi na hua