menu-iconlogo
huatong
huatong
thakur-deepak-cover-image

Deepak

thakurhuatong
𝐼𝑛𝑛𝑜𝑐𝑒𝑛𝑡ꁞ𝐵𝑜𝑦huatong
Тексты
Записи
tumhe apna banane ki kasam khai hai, khai hai

teri aankho me chahat hi nazar aai hai, aai hai

tumhe apna banane ki kasam khai hai, khai hai

mohabbat kya hai main sabko bata dunga

mohabbat kya hai main sabko bata dunga

zamane ko tere aage jhuka dunga

teri ulfat meri jaana wo rang layi hai, layi hai

teri ulfat meri jaana wo rang layi hai, layi hai

tumhe apna banane ki kasam khai hai, khai hai

tere honto se main sabnam churaunga

tere honto se main sabnam churaunga

tere aachal tale jivan bitaunga

meri nas-nas me tu banke lahu samayi hai, samayi hai

meri nas-nas me tu banke lahu samayi hai, samayi hai

tumhe apna banane ki kasam khai hai, khai hai

teri baaho me hai dono jahan mere

teri baaho me hai dono jahan mere

main kuch bhi to nahi dilwar biva tere

tujhe paake zamane ki khushi payi hai, payi hai

tujhe paake zamane ki khushi payi hai, payi hai

tumhe apna banane ki kasam khai hai, khai hai

teri aankho me chahat hi nazar aayi hai, aayi hai

tumhe apna banane ki kasam khai hai, khai hai

Еще от thakur

Смотреть всеlogo

Тебе Может Понравиться