Yaar mere yaaron tum jaan ho meri
Main jaaon jis dagar ho pehchaan tum meri
Ho raat chahe jitni tum masaal ho meri
Main panchi ho agar tum udaan ho meri
Yaaron tumne hi kiya hai mere life ko chaman
Mere dil ke bagiyan main karte rehana tum bhraman
Brahmand main na hoga tum kamino sa ratan
Sabse pyaari hai jahaan main mere yaaron ki paltan

Tana tan tan tana tan hai mere yaaron ki paltan

Apni bholi bholi suraten jo tum dikhaate ho
Un suraton ke beech jhooth sau chupaate ho
Apni aadaton se tum na baaz aate ho
Apni harkaton se tum na baaz aate ho
Dil kholke do gaaliyan bas karta hai ye man
Tum baavalon ke gaaunga din raat main bhajan
Jai ho
Sabse pyaari hai jahaan main mere yaaron ki paltan
Sabse pyaari hai jahaan main mere yaaron ki paltan
Tana tan tan tana tan hai mere yaaron ki paltan
Tana tan tan tana tan hai mere yaaron ki paltan
Share market ke jitna tum bhaav khaate ho
Saalon sapne bhi aake meri tum bajate ho
Par dosti ka vaada bhi to tum nibhaate ho
Bure waqt main tumhi to mere kaam aate ho
Jo rooun main hansaane ka bhi karte ho jatan
Hai yaaron ke hi naam meri jaan is janam