menu-iconlogo
logo

Zara Sa Jhoom Loon Main

logo
Letras
Hmm La La La

La La La

Zara sa jhoom loon main

Arey na re na re na

Zaraa sa ghoom lu main

Arey na re na re na

Aa tujhe choom lu main

Arey na re baba na

Main chali banke hawa

Rabba mere menu bacha

Zara sa jhoom loon main

Arey na re na re na

Zaraa sa ghoom lu main

Arey na re na re na

Aa tujhe choom lu main

Arey na re baba na

Main chali banke hawa

Rabba mere menu bacha

Mausam yeh beimaan

Masti ka yeh sama

Roko o logon zameen pe

Girne laga aasmaan

Thumak, thumak ke jhulungi

Mein udke gagan ko chhoo lungi

Main chali banke hawa

Rabba mere menu bacha

Zara sa jhoom loon main

Arey na re na re na

Zaraa sa ghoom lu main

Arey na re na re na

Aa tujhe choom lu main

Arey na re baba na

Thandi thandi pawan

Jalta hai yeh badan

Ji chaahta hai bana loon

Tujhko apna sajan

Hua nahin yeh pehle kabhi

Meri chaal

Badal gayi abhi, abhi

Main chali banke hawa

Rabba mere menu bacha

Zara sa jhoom loon main

Arey na re na re na

Zaraa sa ghoom lu main

Arey na re na re na

Aa tujhe choom lu main,

Arey na re baba na

Jati hai tu kahan

Jaaneman jan e jaan

Ladki hai tu khubsoorat

Ladka mein naujawan

Tujhe, gale laga loon aa

Palkon mein tujhe basaa loon aa

Ho gaya mujhe nasha

Rabba mere menu bacha

Zara sa jhoom loon main

Na re na re na

Zaraa sa ghoom lu main

Arey na re na re na

Aa tujhe choom lu main

Na re baba na

Ho gaya mujhe nasha

Rabba mere menu bacha

Aa aa aa aa

Zara Sa Jhoom Loon Main de Abhijeet Bhattacharya/Asha Bhosle - Letras y Covers