is watan pe jaan -O- dil qurbaan, yeh watan hamaara
is watan se pehchaan hamaari, yeh watan hamaara
qurbaaniyan kitni de kar aazaadi laaey
main to yeh chaahun, saari duniya hi yeh jaane
dil se (dil se) main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
dil se (dil se) main ne chaaha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
yeh mera Pakistan
jaan-O-dil qurbaan
qurbaaniyan kitni de kar aazaadi laaey
main to yeh chaahun, saari duniya hi yeh jaane
dil se (dil se) main ne dekha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe eemaan
dil se (dil se) main ne chaaha Pakistan (Pakistan)
jaan se (jaan se) mera dharti pe