menu-iconlogo
huatong
huatong
aavrutti-rani-baugh-cover-image

Rani Baugh

Aavruttihuatong
salfoti07huatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare

Log yahan jeeneko sabko salam kare

Lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai

Inhein khudko nahi apne kal ki chinta

Aake bahar phir dusron ke kaan bhare

Lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare

Log yahan jeeneko sabko salam kare

Lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai

Inhein khudko nahi apne kal ki chinta

Aake bahar phir dusron ke kaan bhare

Aate bahar aur kyu durson ke kaam kare

Chalte ghar inke dusron ke naam par hai

De rahe hum jo bhavishya jaankar

Voh dekh kuch pal mein banega jaan par hai

Bane parchai kare bas peecha jo

Hai sikhate kabhi khud nahi sikha jo

Nyay alag aur kare insaaf

Sab sach lage uska joh das baar cheekha toh

Sab bharam nahi kiska dosh

Yeh jo lalach bane nahi kiska dost

Voh adalat ude jahan sabke hosh

Aur dabake sabko sab chalte roz

Rahe janke yeh hoga nahi kam

Agar rehna chain se toh mariye man

Noche kala se jo ye kali duniya

Yehi rani baugh bane bhediye hum

Lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare

Log yahan jeeneko sabko salam kare

Lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai

Inhein khudko nahi apne kal ki chinta

Aake bahar phir dusron ke kaan bhare

Lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare

Log yahan jeeneko sabko salam kare

Lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai

Inhein khudko nahi apne kal ki chinta

Aake bahar phir dusron ke kaan bhare

Dhundha meine maqsad mera

Mujhe dhun milake bas hai kehni kahaniyan

Ghume nange pao pura sheher

Bachpan se tha doston ne sab batadiya

Bano deewar kabhi dhul se na hile jo

Padhte khudko ab school mein na mile jo

Yeh hai khel yahan khelneke ruke sab

Hota afsos jo hath kiye dheele toh

Nahi lagta waqt kuch bhi jaaneko

Beethe gidh ban aur aate hai khaaneeko

Nahi mehnat pe rakhte bharosa

Aur kehte ke mushkil hai ajj kuch paneko

Sachhai inhein waqif karayenge

Bachne ke sattar bahane banayenge

Lage raho yahan nahi kuch milta dhare

Chaldiye waqt jo voh laut ke na aayenge

Lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare

Log yahan jeeneko sabko salam kare

Lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai

Inhein khudko nahi apne kal ki chinta

Aake bahar phir dusron ke kaan bhare

Lage raho yahan nahi milta kuch hath dhare

Log yahan jeeneko sabko salam kare

Lage rani baugh aur yeh sab bane janwar hai

Inhein khudko nahi apne kal ki chinta

Aake bahar phir dusron ke kaan bhare

เพิ่มเติมจาก Aavrutti

ดูทั้งหมดlogo