Akhlaq Ahmed Kabhi
Khuwahishon Ne Loota..
Kabhi Be'basi Ne – Meharbani.
Aaaaaaaa , aaaaaaaaaaa,
Aaaaaaaaa
Interlude
Aap sun te hein,khale dil mera
Ye inayat hai meherbani hai
Varna mein kya meri hakikat kya
Iss kadar bass meri kahani hai
Kabhi Khahishon ne loota
Aaaaaaaaaa
Kabhi Khahishon ne loota
Kabhi bebasi ne mara
Kabhi Khwahishon ne loota
Kabhi bebasi ne mara
Gila mout se nahin hai
Gila mout se, nahin hai
Humay zindagi ne maa ra
Kabhi Khwahishon ne loota
Kabhi bebasi ne mara.
Interlude
Dil ke jaltay huwe jangal ko
batta re tofan
Duniya walon ne fakat tez hawaein di hai
Hum ne khairat bhi mangi hai toh Logo ne
hume
kabhi nafrat,Kabhi marne ki
duwaaein di hai
Kahan tak fareb khaye,
yaha kis ko, aazmaae
Hooooo yaha kis ko aazmaae
Kiya atbaar jispe, usi aadmi ne maara
Gila mout se, nahin hai
Gila mout se, nahin hai
Humay zindagi ne maa ra
Kabhi Khahishon ne loota
Kabhi bebasi ne mara.
Interlude
Sehete sehete sitam, zamaane ki
Teh kare yahh ise, ho gaye hai hum
Phool maaro ke choote lagti hai
Itne hasas ho gaye hai hum
Meri dastan na pucho
Mere zakhm gin ke dekho
Hooooo mere zakhm, gin ke dekho
Wo garib sheher hun mein
Jisse bekasi ne maara
Gila mout se nahin hai
Gila mout se, nahin hai
Humay zindagi ne maa ra
Kabhi Khahishon ne loota
Kabhi bebasi ne mara .