ਜੇ ਮੈਂ ਹੋਣਾ ਸੀ ਪਰਾਈ
ਦੱਸ ਤੂੰ ਐਨੀ ਪ੍ਰੀਤ ਕਿਉਂ ਪਾਈ, ਮਾਏ?
Mehandi lagaa ke aayi (hae)
Bindiya sajaa ke aayi (oe-hoe, hoe-hoe)
Mehandi lagaa ke aayi
Bindiya sajaa ke aayi
Chuudi khanakaa ke aayi
Paayal chhanka ke aayi
Ho ab geet milan ke gaanaa he
Gaanaa he gaanaa he
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
(tuje saajan ke ghar jaanaa hai)
Haan mujhe saajan ke ghar janaa he
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
ਗੁੱਡੀਆਂ ਪਟੋਲੇ ਐਥੇ
ਮੇਰੀਆਂ ਨਿਸ਼ਾਨੀਆਂ
ਯਾਦਾਂ ਰਹਿ ਜਾਣੀਆਂ
Bachapan beetaa, javanee aayi, hae
Bachapan beetaa, javanee aayi
Saajan ka sandesa laae
Saiyaan jee kee sej ko jaake
Phulon se mahakaana hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Haan mujhe saajan ke ghar janaa he
ਜੰਮਦੀਆਂ ਮਾਪਿਆਂ ਤੋਂ
ਪਰਾਈਆਂ ਹੋ ਜਾਂਦੀਆਂ
ਪਿਯਾ, ਮਰ ਜਾਣੀਆਂ
Pal mein naathaa tod chali main, hae
Pal mein naathaa tod chali main
Babul ka ghar chhod chali main
Ab to piya ke des mein saara
Jeevan muje bitaana hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Haan mujhe saajan ke ghar janaa he
Beti kee taqadeer ka lekha, hae
Beti kee taqadeer ka lekha
Padh ke mamata roi
Kisi ne is ko janam diya
Aur le jae ise koyi
Ho, saj-dhaj ke aaye baaraati
Laaen ghode-hathi
O, teri shaadi ke mauqe pe
Mil ke sehara gaayenge
Sadaa suhagan rahe tu banno
Tuje duaen de jaayenge
Aaj kee raina hum logon ko
Jhoom-jhoom ke gaana hai, oe-hoe
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Haan mujhe saajan ke ghar janaa he
Muje saajan ke ghar jaanaa hai
Muje saajan ke ghar jaanaa hai