Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon
Ma To Panj Tan Ka Gulam Hu
Main Ghulam Ibne Ghulam Hoon
Ma To Panjtan Ka Ghulam Hoon
Mujhe Ishq Hai To Khuda Se Hai
Mujhe Ishq Hai To Rasool Se
Ye Hai zahra Batool Ka
Mere Munh Se Aaye Mehek Sada
Jo Main Naam Loon Tera Jhoom Ke
Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon
Mujhe Ishq Sarw O Saman Se Hai
Mujhe Ishq Unke Watan Se Hai
Mujhe Ishq Unki Gali Se Hai
Mujhe Ishq Hai To Ali Se Hai
Mujhe Ishq Hai To Hasan Se Hai
Mujhe Ishq Hai To Se
Mujhe Ishq Shaah E Zaman Se Hai
Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon
Hua Kese Tan Se Woh sar Juda
Jahan Ishq Ho Wahi(n) karbala
Meri Baat Unhi Ki Baat Hai
Mere Saamne Wahi Zaat Hai
Wohi Jin Ko Sher E Khuda Kahe(n)
Jinhe Baab E Salle Ala Kahe(n)
Wohi Jinko Aal E Nabi Kahe(n)
Wohi Jinko Zaat E Ali Kahe(n)
Wohi aqa Hain Main To gulam Hoon
Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon
Mera shair kia meri bt kia
Meri fikr kia
Mera sher un k adab se ha meri bt un k tufail se ha
Kahan muj m itni sakht bhala
K ho man qabat ka haq ada
Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon