menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

New Retro Mashup

Ansh: The Deadly Parthuatong
Ansh_💫.huatong
เนื้อเพลง
บันทึก
(M) Ye jo mohabbat hai...

ye unka hai kaam...

mehboob ka jo..bas lete huye naam

mar jaaye ..

mit jaaye....

ho jaaye....

badnaam...

(F) Rehne do chodo

jaane bhi do yaar

hum na karenge pyaar

(Both)Rehne do chodo

jaane bhi do yaar

hum na karenge pyaar

(M) ye raate ye mausam nadi ka kinaara

ye chanchal hawaa....

ye raate... ye mausam

nadi ka kinaara

ye chanchal hawaa

kaha do dilo ne..

ke milkar kabhi hum

na honge judaa..

ye raate ye mausam

nadi ka kinaara

ye chanchal hawa..

(F) Ankhiyo ke jharokho se

maine dekha jo saaware

Ankhiyo ke jharokho se

maine dekha jo saaware

tum door nazar aaye

badi door nazar aaye

(M)Pyaar ka naam maine suna tha magar

pyaar kya hai ye mujhko nahi thi khabar

main to uljha raha uljhano ki tarahh...

dosto main raha dushmano ki tarahh..

main dushman to nahii

magar ae haseen...

jabse dekha maine tujhko mujhko

dosti aagayiiii.....

(M) Yaado ki Baraat nikli hai aaj

dil ke dwaare..dil ke dwaare

sapno ki sehnaai beete dino ko

pukaare...dil ke dwaare

haan..chedo taraane milan kee..

pyaare pyaare...sang hamare

(F) Chaand si mehboob

baaho mere kab..

aisa maine socha thaa..

haan tum bilkul baisi ho..

jaisa maine socha tha..

haan tum bilkul baisi ho

jaisa maine socha tha

(M) Phoolon ke rang se

dil ki kalam se

tujhko likhi roz baate

(F) Kaise batau..

kis kis tarahh se..

pal pal mujhe tu satati...

(M) Tere hi sapne..

lekar ke soyaa

Teri hi yaado main jaaga

Tere khyaalo main uljhaa raha yu

Jaise ki maala main dhaaga

(F)Hoo... Badal bijlii chandan paani

Jaisa apna pyaar...

(M) Lenaa hoga janam hume..

kahi kayi baar...

(M) Humko Mili hai aaj yee

ghadiyaa naseeb se

Jee bhar ke dekh lijiye

humko kareeb se

phir aapke naseeb main

ye baat ho na ho

shayad phir is janam main

mulaqat ho na ho...

lag ja gale..hee ...hee

(F)..Intehaan hugayii...Intzaar ki

Aayi naa Kuch khabar

Mere yaar ki...

(M) Ye hume hai Yaqeen...

bewafa wo nahiii...

phir wajah kya huyii

intzaar ki....

(M) Azeeb daastaan hai yee

Kaha suru kaha Khatam

Ye manzile hai konsi..

na wo samjh sake na hum

Ye roshnii ke saath kyuu...

Dhua utha chiraag se

Ye roshni ke saath kyu....

Dhua utha chiraag se

Ye khwaab dekhta hu main

ki jag bada ho khwaab se

Azeeb daastan hai ye....

(M) kuch na kahoo...

kuch bhi na kahoo

kya kehna hai...

kya sunna hai...

(F) Mujhko pata hai..

tumko pata hai...

Samay ka ye pal...

tham sa gaya hai..

aur is pal main..

koi nahi haii...

(M) Bas ek main hu..

Bas ek tum ho

Kuch na Kaho..

Kuch bhi na Kahoo..

(M) Kisi ki mushkurahato pe ho nisaar

Kisi ka dard le sake to le udhaar

kisi ke vaaste ho tere dil main pyaar

Jeena isi ka naam hai...

(M) Haan..rishta dil se dil ke aitbaar kaa

jindaa hai humi se naam pyaar ka

Rishta dil se dil ke aitbaar kaa

jindaa hai humi se naam pyaar kaa

ke marke bhi kisi ko yaad aayenge

kisi ke aansuo main muskurayenge..

kahega phool har kali se baar baar...

Jeena isi ka naam hai....

haan.. jeena isi ka naam hai..

เพิ่มเติมจาก Ansh: The Deadly Part

ดูทั้งหมดlogo