menu-iconlogo
logo

Dil Kyon Dhadakta Hai Kyon Pyar Hota Hai

logo
เนื้อเพลง
F : Dil kyon dhadakta hai

Kyon pyar hota hai

Dil kyon dhadakta hai

Kyon pyar hota hai

Seene mein dard yeh kyon

Baar baar hota hai

M : Dil kyon dhadakta hai

Kyon pyar hota hai

Seene mein dard yeh kyon

Baar baar hota hai

F : Dil mein agar apne

hoti na yeh dhadkan

To zindagi ko hum

pehchante kaise

M : Milte to hum dono,

par ajnabi rehte

Yeh pyar ki baatein

hum jaante kaise

Har saans yeh kehti,

tu paas mere rehti

Phir bhi mujhe tera

intezar khota hai

F : Dil kyon dhadakta hai

Kyon pyar hota hai

Seene mein dard yeh kyon

Baar baar hota hai

M : Ab to nahi milti

apni khabar mujhko

Tere khayalon mein

hum is kadar khoye

F : Padhkar kitabon ko

Raatein guzaarein hum

Jabse mohabbat ki

jee bhar nahi soye

Is umra sabka yeh haal hota hai

Kyon pyar hota hai,

kyon pyar hota hai

Duet : Dil kyon dhadakta hai

Kyon pyar hota hai

Seene mein dard yeh kyon

Baar baar hota hai