Tune payal jo chhankai
Mujhko yaad teri hai aayi
Tune payal jo chhankai
Mujhko yaad teri hai aayi
Teri saanson mai hu main basa
O sajni
Jaanu mai dil ki baat,oh teri
Jaanu mai dil ki baat
Kyun din bhar soch mai dube
Kyun pal-pal mujhko khoje
Tere dil mai rehta hu
O sajni
Kyun din bhar soch mai dube
Kyun pal-pal mujhko khoje
Tere dil mai rehta hu
O sajni
Tune
Tune chunri jo lehrayi
Mujhko yaad teri hai aayi
Tune chunri jo lehrayi
Mujhko yaad teri hai aayi
Teri saanson mai hu main basa
O sajni
Jaanu mai dil ki baat,oh teri
Jaanu mai dil ki baat
Ye zaalim si tanhayi
Ye do pal ki hai judaai
Tu hi mere sapno ki
O sajani
Ye zaalim si tanhayi
Ye do pal ki hai judaai
Tu hi mere sapno ki
O sajani
Tune
Tune chudi jo khhankayi
Mujhko yaad teri hai aayi
Tune chudi jo khhankayi
Mujhko yaad teri hai aayi
Teri saanson mai hu main basa
O sajni
Jaanu mai dil ki baat
Oh teri
Jaanu mai dil ki baat