Mohabbat barasaa denaa too, saavan aayaa hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Mohabbat barasaa denaa too, saavan aayaa hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai
Mohabbat barasaa denaa too, saavan aayaa hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Kyun ek pal kee bhee judaae sahee jae naa?
Kyun har subah too meri saanson mein samaae naa?
Aaja na tu mere paas dunga itna pyar main
Kitni raat guzaari hai tere intezar mein
Kaise bataaoon jazbaat ye mere?
Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai
Saba kuch chhod ke aanaa too, saavan aayaa hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai
Bheege bheege tere lab mujko kuch kehthe hain
Dil hai khushii mera ki khyaal ek jaise hain
Roko naa ab khud ko yoon, sun lo dil kee baath ko
Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko
Kitna haseen ye lamhaa he kismat se maine churaayaa he
Aaj kee raat naa jaanaa too, saavan aayaa hai
Tere aur mere milne ka mausam aaya hai
Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai