menu-iconlogo
huatong
huatong
aroon-kumaramirbai-karnatakipradeep-dheere-dheere-aa-re-badal-cover-image

Dheere Dheere Aa Re Badal

Aroon Kumar/Amirbai Karnataki/Pradeephuatong
rolf_hochreutenerhuatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Dheere-dheere aa re

Badal dheere aa re

Badal dheere-dheere ja

Mera bul-bul so raha hai...

Mera bul-bul so raha hai, shor-gul na macha

Dheere-dheere...

Raat dhundhli ho gayi hai,

Saari duniya so gayi hai

Raat dhundhli ho gayi hai

Sehla keh rahe hain phool kyaari mein

"So gayi, so gayi, so gayi

So gayi Laila kisi ki intezaari mein

So gayi Laila kisi ki intezaari mein"

Meri Laila ko, oh, badal, tu nazar na laga

Tu nazar na laga, oh, badal, tu nazar na laga

Mera bul-bul so raha hai...

Mera bul-bul so raha hai, shor-gul na macha

Dheere-dheere...

Ho, gaanewaale dheere gaana geet tu apna (kyun?)

Are, toot jaayega kisi ki aankh ka sapna

Toot jaayega kisi ki aankh ka sapna

Chuke-chupke keh raha hai...

Chupke-chupke keh raha hai mujhse mera dil

Aagai dekho, musafir, pyaar ki manzil

Musafir, pyaar ki manzil

Kaun gaata hai rubaai re

Phir yeh kiski yaad aai re

Phir yeh kiski yaad aai re

Kisne pehna di, haan, bolo?

Kisne pehna di hai mujhko prem ki maala

Kisne meri zindagi ka rang badal daala

Ah-ha-ha, rang badal daala

Tum kahoge preet isko, tum kahoge pyaar

Main kahoon, haan...

Main kahoon, "Do dil mile hain, khil gaya sansaar"

Main kahoon, "Do dil mile hain, khil gaya sansaar"

Do dilon ki yeh kahani...

Do dilon ki yeh kahani tu bhi sunta ja

Oh, badal, tu bhi sunta ja

เพิ่มเติมจาก Aroon Kumar/Amirbai Karnataki/Pradeep

ดูทั้งหมดlogo

อาจถูกใจคุณ