menu-iconlogo
logo

Is Chand Ke Main Sdake, Jo Noor Hai Zameen Ka

logo
เนื้อเพลง
Is chand ke mai sadke

Jo noor hai zami ka

Sharma raha hai tujhse

Ye chand chaudhvi ka

Is chand ke mai sadke

Jo noor hai zami ka

Sharma raha hai tujhse

Ye chand chaudhvi ka

Mujhe chand kehne wale

Mujhko to yeh yakin hai

Mere husn se bhi badhke

Teri nazar hasin hai

Mujhe chand kehne wale

Ji chahe ye bahare

Mai tere naam kar du

Sare jahan ki ronak

Anchal mein tere bhar du

Mera nasib tumne

Samjha jo apne kabil

Mujhe apni zindagi mein

Tumne kiya hai shamil

Har taraf ye hai ujala

Teri hi roshni ka

Sharma raha hai tujhse

Ye chand chaudhvi ka

Mujhe chand kahne wale

Mujhko to ye yakin hai

Mere husn se bhi badhke

Teri nazar hasin hai

Is chand ke mai sadke

Bato se lag raha hai

Tu koi jadugar hai

Meri khoobsoorti to

Tere pyar ka asar hai

Jo asma se utari

Lagti tu wo pari hai

Ek taj mahal banke

Mere samne khadi hai

Tujhe pake yu laga hai

Jannat hai to yahi hai

Mere husn se bhi badhke

Teri nazar hasin hai

Is chand ke mai sadke

Jo noor hai zami ka

Sharma raha hai tujhse

Ye chand chaudhvi ka

Mujhe chand kehne wale

Mujhko to ye yakin hai

Mere husn se bhi badhke

Teri nazar hasin hai

Is chand ke mai sadke

Is Chand Ke Main Sdake, Jo Noor Hai Zameen Ka โดย Arun Paudwal/Suresh Wadkar/Anuradha Paudwal – เนื้อเพลง & คัฟเวอร์