peete peete kabhi kabhi yun jaam
badal jaate hain
peete peete kabhi kabhi yun jaam
badal jaate hain
jaam badal jaate hain
jaam badal jaate hain
are kaam badal jaate hain
logon ke naam badal jaate hain
logon ke naam badal jaate hain
peete peete kabhi kabhi yun jaam
badal jaate hain
ye parwaana aye shamma
mehmaan hai ik raat ka
ye parwaana aye shamma
mehmaan hai ik raat ka
dil ki baaten chhed doon
dar hai bas iss baat ka
yahaan se wahaan tak
jaane mein
wahaan se yahaan tak
aane mein
log ye kehte hain ji
log ye kehte hain ji
band lifaafe mein bhi
dil ke paigaam badal jaate hain
peete peete
are peete peete kabhi kabhi yun jaam
badal jaate hain
do rukh har tasveer ke
hairaan hoon main dekh ke
hairaan hoon main dekh ke
hai ik chehraa aur bhi
chehre pe har ek ke
chehre pe har ek ke
nazar ko nazar jo aata hai
farebi nazar kehlaata hai
neend ke ik jhonke se
neend ke ik jhonke se
aankh ke iss dhoke se
raam aur shaam badal jaate hain
peete peete
peete peete kabhi kabhi yun jaam
badal jaate hain
jaam badal jaate hain
kaam badal jaate hain
logon ke naam badal jaate hain
peete peete kabhi kabhi yun jaam
badal jaate hain
peete peete kabhi kabhi yun jaam
badal jaate hain
peete peete kabhi kabhi yun jaam
badal jaate hain
la la la la lala lala la laaa
la la la la la laaaa
la la la la lala lala la laaa
la la la la la laaaa