Ho, gumsum kyun hai, sanam, ab zaraa maan jaa
Pyaar ka ye mausam hai, aise mein dil naa jala
Gumsum kyun hai, sanam, ab zaraa maan jaa

Gumsum kyun hai, sanam, gumsum kyun hai, sanam
Jaane-buujhe nazar churaae, dil kee baathen samajh naa paae
O, sitamagar, dekh ab to ho jaa meherbaan

Dard diya hai to de-de dava
Gumsum kyun hai, sanam, ab zaraa maan jaa
Pyaar ka ye mausam hai, aise mein dil naa jala
Gumsum kyun hai, sanam, ab zaraa maan jaa
Pyaar ka ye mausam hai, aise mein dil naa jala
Gumsum kyun hai, sanam, gumsum kyun hai, sanam
Kab se hai beqaraar ye dil, kab se kehtee hoon , "jhoom ke mil"
O, anaadi, ban khilaadi, le-le banhon mein

Kaise piya se mera paala padaa