menu-iconlogo
huatong
huatong
asha-bhosleshabbir-kumar-accident-ho-gaya-cover-image

Accident Ho Gaya

Asha Bhosle/Shabbir Kumarhuatong
mrs_willihuatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Allah rakkhaaaaaaaaaa

Alla rakkhaaaaaaaaaaa

Dono jawaani ki

Masti mein choooooorrrrr

Hey..dono jawaani ki

Masti mein choor

Tera qasoor, na mera qasoor

Na toone signal dekha

Na maine signal dekha

Accident ho gaya, rabba rabba

Accident ho gaya, rabba rabba

Dono jawaani ki, masti mein choor

Tera qasoor, na mera qasoor

Na toone signal dekha

Na maine signal dekha

Accident ho gaya, rabba rabba

Accident ho gaya,

Agreement ho gaya

Permanent ho gaya,

Rabba rabba

Hum do anaadi,

Na dekha agaadi

Na dekha pichaadi

Pattri pe dal di

Yeh dil ki gaadi

Hum do anaadi

Na dekha agaadi

Na dekha pichaadi

Pattri pe dal di

Yeh dil ki gaadi

Na toone batti dekhi

Na maine jhandi dekhi

Accident ho gaya, rabba rabba

Accident ho gaya,

Agreement ho gaya

Permanent ho gaya

Rabba rabba

Allah rakhaaaaa........

Raahein shabab thiiiI

Umre hijaab thiii

Tu be.naqaab thiI

Tu.u be.naqaab thi

Mausam ki bhi kuch neeyat kharab thi

Mausam ki bhi kuch neeyat kharab thi

Na toone khatra dekha

Na maine khatra dekha

Accident ho gaya, rabba rabba

Accident ho gaya

Agreement ho gaya

Permanent ho gaya rabba rabba

Are nuksaan saara

To bharna padega

O marna padegaa

Ab pyaar humko, karna padega

Ae.. nuksaan saara

To bharna padega

O marna padega, haaye

Ab pyaar humko, karna padega

Na toone seetti maari

Na maine seetti maari

Accident ho gaya, rabba rabba

Accident ho gaya, rabba rabba

Dono jawaani ki, masti mein choor

Tera qasoor, na mera qasoor

Na toone signal dekha

Na maine signal dekha

Accident ho gaya, rabba rabba

Accident ho gaya, rabba rabba

Accident ho gaya

Agreement ho gaya

Permanent ho gaya, rabba rabba

Allah rakkhaaaaaaaaaa

Alla rakkhaaaaaaaaaaa

Alla rakkhaaaaaaaaaaa

เพิ่มเติมจาก Asha Bhosle/Shabbir Kumar

ดูทั้งหมดlogo

อาจถูกใจคุณ