menu-iconlogo
huatong
huatong
asha-bhosle-bappi-lahiri-pyar-kabhi-kam-nahi-karna-cover-image

Pyar Kabhi Kam Nahi Karna

Asha Bhosle /Bappi Lahirihuatong
stevegrithuatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

Mar jayenge aashik warna

Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

Mar jayenge aashik warna

Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

Meri subah aur meri shaam

Aati hai lekar, aapka naam,

Aapka naam.

Aapke hi kadmo me sanam

Gujregi meri umar tamam

Umar tamam

Hamko juda mat karna chahe

Sar ko kalam kar dena

Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

Mar jayenge aashik warna

Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

Maine apni khushiya tamam

Kar di aaj se

Aapke naam, aapke naam

Pyar ka jab aagaz kiya

Kyu soche, dil ka anzam

Dil ka anzam

Dil pe hamare, teero ki barkha

Jitna ho dam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

Mar jayenge aashik warna

Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

Mar jayenge aashik warna

Itna karam kar lena

Pyar kabhi kam nahi karna

Koi sitam kar lena

เพิ่มเติมจาก Asha Bhosle /Bappi Lahiri

ดูทั้งหมดlogo

อาจถูกใจคุณ