menu-iconlogo
huatong
huatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Lehra Ke Balkha Ke

Hm Lehra Ke Balkha Ke Balkha ke Lehra Ke

Aag Laga ke Dilon Ko Jala Ke

Karoon Main Ishara

Sharara (2 ) , sharara (2 )

Sharara sharara main hoon ik sharara

Sharara sharara, sharara sharara

Sharara sharara main hoon ik sharara

Shola hai yeh tann mera

Arre dekho tum paas na aana

Shamma ke jo paas aaya

Arre jalta hai woh hi parvana

O.. mere deewanon baat ko samjho

Door se dekho mera yeh nazara

Sharara (2 ) , sharara (2 )

Sharara sharara main hoon

ek sharara ra ra ra ra

Sharara (2 ) , sharara (2 )

Sharara sharara main hoon ek sharara aa

Bijli ban ke girti hoon

Main nagin ban ke dasti hoon

Chheene hosh jo sabke

Main hi to aisi masti hoon

Ho.. rang chhalka doon

Saansein mehka doon

Pal mein dhadka doon

Main yeh dil tumhara

Sharara (2 ) , sharara (2 )

Sharara sharara main hoon ek sharara

Sharara (2 ) , sharara (2 )

Sharara sharara main hoon

ek sharara ra ra ra ra

Lehra ke lehra ke..

Balkha ke balkha ke..

Lehra ke balkha ke

Balkha ke lehra ke

Aag laga ke, dilon ko jala ke

Karoon tu ishara

Sharara (2 ) , sharara (2 )

Sharara sharara tu hai ik sharara

Sharara (2 ) , sharara (2 )

Sharara sharara

main hoon ik sharara

เพิ่มเติมจาก Asha Bhosle/Sonu Nigam

ดูทั้งหมดlogo

อาจถูกใจคุณ