Naina naina tere naina naina tere
Naina kamaal karte hai
Naina naina tere naina naina tere
Naina kamaal karte hai
Chaina chaina liye jaye chaina
Bura dil ka haal karte hai
Khud jawaab dete hai
Khud sawaal karte hai
Naina naina tere naina naina tere
Naina kamaal karte hai
Chaina chaina liye jaye chaina
Bura dil ka haal karte hai
Khud jawaab dete hai
Khud sawaal karte hai
Naina naina tere naina naina tere
Naina naina tere naina
Rab se tha maanga kar ke maine sajde
Mil gaya jo tu mujhe hue khwab pure
Rab se tha maanga kar ke maine sajde
Mil gaya jo tu mujhe hue khwab pure
Ho palko pe teri meri neend soye
Tere sang jaage mere savere
Kabhi hauslo ko hawa de
Kabhi faaslo ko badha de
Kabhi hauslo ko hawa de
Kabhi faaslo ko badha de
Dil sambhal nhi pata aise chaal chalte hai
Naina naina tere naina naina tere
Naina naina tere naina
Jab uthe ye naina barse duayein
Shayari hai har so kar rahi hai fizaayein
Jab uthe ye naina barse duayein
Shayari hai har so kar rahi hai fizaayein
Aaj zindagi mujhe gale se lagaye
Naino se teri meri hai nayi ye raahein
Jane kaisa hoga wo manzar
Lehro me pyaar ke behkar
Jane kaisa hoga wo manzar
Lehro me pyaar ke behkar
Ho bhul kar zamane ko apni raah chunte hai
Naina naina tere naina naina tere
Naina naina tere naina