Lakh lakh roz aake bas jaate hai
Is shehar se is dil lagake phas jaate hai
Lakh lakh roz aake bas jaate hai
Is shehar se is dil lagake phas jaate hai
Sone ki raahon mein sone ko jaaga nahi
Shola hai ya hai bijuriya
Dil ki bajariya Bambai nagariya
Shola hai ya hai bijuriya
Dil ki bajariya Bambai nagariya
Yeh Bombay hai
Yahan time ka matlab hai paisa, samjhe
Mujhe tees minute ki journey teen minute mein puri karni hai
Saala khud marna hai toh mar na
Doosre ki kaiko vaat lagata hai
Paisa ... vaat lagata hai
Paisa ... vaat lagata hai
Paisa ... vaat lagata hai
Thok doon kya!
Utar jaaye ragon mein joh toh yeh nasha hai
Iski aadat joh pad gayi toh yeh saza hai
Utar jaaye ragon mein joh toh yeh nasha hai
Iski aadat joh pad gayi toh yeh saza hai
Aise bharde ke khaali karde saare pal yeh
Aisi jagah hai
Shola hai ya hai bijuriya
Dil ki bajariya Bambai nagariya
Shola hai ya hai bijuriya
Dil ki bajariya Bambai nagariya