bistarno parorey okhiyokyo jonore
hahakar kyusiniyo nisabdey nirovey
burha luit tumi burha luit bua kiyon
bistar hai apar praja dono par
kare hahakar nishabda sada
o ganga tum o ganga behti ho kyun
bistar hain apar praja dono par
kare hahakar nishabda sada
o ganga tum ganga behti ho kyun
naitikata nasht hui manavta bhrasht hui
nirlajya bhav se behti ho kyun
itihaas ki pukaar kare hunkaar
o ganga ki dhar nirbal jan ko
sabal sangrami samagrogami
banati nahin ho kyun
bistar hain apar praja dono par
kare hahakar nishabda sada
o ganga tum o ganga behti ho kyun
anparh jan aksharheen
anginjan khadybiheen
netrabiheen dekshmouna ho kyun
itihaas ki pukaar kare hunkaar
o ganga ki dhar nirbal jan ko
sabal sangrami samagrogami
banati nahin ho kyun
bistar hain apar praja dono par
kare hahakar nishabda sada
o ganga tum o ganga behti ho kyun
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa
vyakti rahe vyakti kendrit
sakal samaj byaktitwa rahit
nishpran samaj ko chhodti naa kyun
itihaas ki pukaar kare hunkaar
o ganga ki dhar nirbal jan ko
sabal sangrami samagrogami
banati nahin ho kyun
bistar hain apar praja dono par
kare hahakar nishabda sada
o ganga tum o ganga behti ho kyun
rudasvini kyun na rahin
tum nishchay chintan nahin
pranon mein prerna deti na kyun
unmad avami kurushetra grami
gangey janani navbharat mein
bhismarupi sutsamrajey
janati nahin ho kyun
bistar hain apar praja dono par
kare hahakar nishabda sada
o ganga tum ganga behti ho kyun
bistar hain apar praja dono par
kare hahakar nishabda sada
o ganga tum ganga behti ho kyun
bistar hain apar praja dono par
kare hahakar nishabda sada
o ganga tum
ganga tum
ganga tum
o ganga tum