menu-iconlogo
logo

Mitwa

logo
เนื้อเพลง
Love will find a way

Jaaniye heeriye

Love will find a way

Jaaniye heeriye

Mere man yeh bata de tu

Kis or chala hai tu

Kya paya nahi toone

Kya dhoondh raha hai tu

Jo hai ankahi jo hai ansuni

Woh baat kya hai bata

Mitwa kahein dhadkanin tujhse kya

Mitwa yeh khud se to na tu chhupa

Love will find a way

Jaaniye heeriye

Ho mere man yeh bata de tu

Kis or chala hai tu

Kya paya nahi toone

Kya dhoondh raha hai tu

Jo hai ankahi jo hai ansuni

Woh baat kya hai bata

Mitwa kahein dhadkanin tujhse kya

Mitwa yeh khud se to na tu chhupa

Jeevan dagar mein dagar mein dagar mein

Prem nagar mein nagar mein nagar mein

Jeevan dagar mein prem nagar mein

Aaya nazar mein jabse koyi hai

Tu sochta hai tu poochhta hai

Jiski kami thi kya yeh wohi hai

Haan yeh wohi hai

Haan yeh wohi hai

Tu ik pyasa aur yeh nadi hai

Kaahe nahi isko tu khul ke bataye

Jo hai ankahi jo hai ansuni

Woh baat kya hai bata

Mitwa kahein dhadkanin tujhse kya

Mitwa yeh khud se to na tu chhupa

Ho teri nigahein paa gayi raahein

Par tu yeh soche jaun na jaun

Yeh zindagi jo hai nachti to

Kyun bediyon mein hain tere paon

Preet ki dhun par naach le pagal

Udta agar hai udne de aanchal

Kaahe koyi apne ko aise tarsaye

Jo hai ankahi jo hai ansuni

Woh baat kya hai bata

Mitwa kahein dhadkanin tujhse kya

Mitwa yeh khud se to na tu chhupa

Mere man yeh bata de tu

Kis or chala hai tu

Kya paya nahi toone

Kya dhoondh raha hai tu

Love will find a way

Jaaniye heeriye

Mitwa

Love will find a way

Jaaniye heeriye

Mitwa

Love will find a way

Jaaniye heeriye

Mitwa

Love will find a way