menu-iconlogo
huatong
huatong
dj-ayushman-qatra-cover-image

Qatra

Dj Ayushmanhuatong
ૐ᭄✨ⒶYUS𝕙.✨𒄮⑅⃝♏𝄞huatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Dil dar-badar hai

Aashiyan dhoondhta hai

Teri aakhon mein yeh

Khwabgah dhoondta hai

Bepanah hai zara meharban

Qatra hi to manga hai

Samundar to nahi manga

Bas ishq hi manga hai

Ambar to nahi manga

Qatra hi to manga hai

Samundar to nahi manga

Mere seene pe rakh hath apna zara

Gaur se sunn meri dhadkanein keh rahi

Sunn le dil ki zuban meharban

Qatra hi to manga hai

Samundar to nahi manga

Bas ishq hi manga hai

Ambar to nahi manga

Qatra hi to manga hai

Samundar to nahi manga

Qatra hi to manga hai

Samundar to nahi manga

Aankhon ki aarzu hai tum raho samne

Ek lamha kabhi door jaana nahi

Aankhon ki aarzu hai tum raho samne

Ek lamha kabhi door jaana nahi

Karde aisa zara meharban

Qatra hi to manga hai

Samundar to nahi manga

Bas ishq hi manga hai

Ambar to nahi manga

Qatra hi to manga hai

Samundar to nahi manga

Qatra hi to manga hai

Samundar to nahi manga

UPLOAD BY AYUSHMAN

เพิ่มเติมจาก Dj Ayushman

ดูทั้งหมดlogo