Tu he haqeeqat Unplugged Cover by Vicky Das (Recorded On Mixcraft 8Pro)
Aa tujhe in baahon mein bhar ke
Aur bhi kar loon main kareeb
Tu juda ho to lage hai
Aata jaata har pal ajeeb
Is jahan mein hai aur na hoga
Mujhsa koyi bhi khushnaseeb
Toone mujhko dil diya hai
Main hoon tere sabse kareeb
Main ti to tere dil mein hoon
Main hi to saanson mein basun
Tere dil ki dhadkano mein
Main hi hoon main hi hoon
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera
Tu humsafar tu humkadam
Tu humnawa mera