Na jaane mere
Dil ko kya ho gaya
Abhi toh yahin
Tha abhi kho gaya
Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna Hai yeh pyaar sajna
Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna Hai yeh pyaar sajna
Dekha na tune
Mudd ke bhi piche
Kuch der toh main ruka tha
Jab dil ne tujhko
Rokna chaha
Durr tu ja chuka tha
Hua kya
Na jana
Yeh dil kyun
Deewana
Ho gaya hai tujhko toh pyaar sajna
Lakh kar le tu inkar sajna
Dildar sajna Hai yeh pyaar sajna
Kate nahi din ab tere bina
Kinna roye tere liye o jane jana
Kate nahi din ab tere bina
Kinna roye tere liye o jane jana
Dil mein roye tere liye o jane jana