Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Zikre sarwar mai muje
Khoya huva rehane do
Isme duniya jo khafa hain
To khafa rehane do
Zikre sarwar mai muje
Khoya huva rehane do
Isme duniya jo khafa hain
To khafa rehane do
Ya muhammad ka wazifa
Hai labo par har gam
Ya muhammad ka wazifa
Hai labo par har gam
Dil ko bas yaade muhammad
Mai fanaa rahane do
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Dil mai nabi ki yaade ne
Dera jama liya
Sare gamo se aap ke gam
Ne bacha liya
Qubaan jao
Ya nabi tera makam par
Tumne to paththaro ko bhi
Kalama parha liya
Wiraniya na aaegi
Aankho mai ab kabhi
Khake dare rasul ka surma laga liya
Sine mai hai bahar
Sa maila laga huwa
Jab se tumhare dard ko
Mehma bana liya
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Gulamiye rasul ka tohafa saja ke dekh
Nadan unke darpe tu sar
Ko zuka ke dekh
Aati hai kese josh mai
Rahmat huzur ki
Tu dastane gam zara
Unko suna ke dekh
Kadmo mai tere honge
Khzane jahan ke
Ik bar unke naam pe sab
Kuch luta ke dekh
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Dard o aalaam ke mare hue kya
Dete hai
Hum to bus unki nigaahon ko
Duaa dete hai
Banda banaa hai khuda ka to gadaa
Ban unka
Jo faqeeron ko sh'henshah bana
Dete hai
Aql waalon ke naseebon mein kahaa
Zauq e junoon
Ishq waale hai jo har cheez luta
Dete hai
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Jab liya naam e nabi main ne
Duaa se pehle
Meri aawaas wahaan pohchi sabaa
Se pehle
Dam e aakhir mujhe aaqa ki
Zirayat hogi
Ek din aaye ke sarkaar qazaa
Se pehle
Ab see karta hoon duaa
Padh ke muhammad pe durood
Ye waseela bhi zaroori hai duaa
Se pehle
Hum ne bhi is dar e aqdas pe
Jam'aai nazrey
Jis jagah milta hai mangto ko sadaa
Se pehle
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Ghulaam hai ghulaam hai rasool
Ke ghulaam hai
Ghulaamiy e rasool mein maut bhu
Qubool hai
Jo ho na ishq e mustafa to zindagi
Fuzool hai
Jo ho na ishq e mustafa to zindagi
Fuzool hai
Mere to aap hi sab kuch hai
Rehmat e aalam
Mai jee raha hoon zamaane mein
Aap hi ke liye
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Haq waqt tsawwur mein madine
Ki gali hain
Ab dar badari hai na ghareeb ul
Watani hain
Woh sham e haram jis se munawwar
Hai madina
K'aabe ki qasam ronak e k'aaba bhi
Wohi hain
Is sh'her mein bik jaate hain khud
Aake khareedaar
Yeh misr ka bazaar nahi sh'her e
Nabi hain
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka
Main to aashiq hu nabi ka