Mola mola krm kre
Duniya dil badal de
Khudaya Fazl farmaa dil badal day
Hawa-o-Hirs wala dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Gunah gaari main kab tak Umr kaatoun
Badal day Mera rasta dil badal day
Gunahgari mein kab tak Umr katun
Badal de Mera Rasta Dil badal de
Sunoun Main naam Tera dharkanon Main
Maza aajaye Maula dil badal day
Sunun mein Naam Tera Dhadkanon mein
Maza aa jaye Maula Dil badal de
Mola mola krm kre
Badal de Dil ki Duniya Dil badal de
Khudaya fazl farma Dil badal de
Hawa-o-Hirs wala dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Tera ho jaun Itni Aarzu hai
Bas Itni hai Tamanna Dil badal de
Tera ho jaun Itni Aarzu hai
Bas Itni hai Tamanna Dil badal de
Padha hun Tere Dar pe Dil-Shikasta
Rahun Kyun Dil-Shikasta Dil badal de
Padha hun Tere Dar pe Dil-Shikasta
Rahun Kyun Dil-Shikasta Dil badal de
Mola mola krm kre
Badal de Dil ki Duniya Dil badal de
Khudaya fazl farma Dil badal de
Hawa-o-Hirs wala dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Karun Kurban Apni sari Khushiyan
Tu Apna Gham ata kar Dil badal de
Karun Kurban Apni sari Khushiyan
Tu Apna Gham ata kar Dil badal de
Mera Gaflat mein duba Dil badal de
Rahon m chahon m apna sir jukha kr susror esa ata kr dil badal de
Mola mola krm kre
Badal de Dil ki Duniya Dil badal de
Khudaya fazl farma Dil badal de
Hawa-o-Hirs wala dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day
Bs ek faryad sun le mere mola bna le apna bnda dil bdl de
Sunun mein Naam Tera Dhadkanon mein
Maza aa jaye Maula Dil badal de
Sunun mein Naam Tera Dhadkanon mein
Maza aa jaye Maula Dil badal de
Mola mola krm kre
Badal de Dil ki Duniya Dil badal de
Khudaya fazl farma Dil badal de
Hawa-o-Hirs wala dil badal day
Mera Ghaflat mein dooba dil badal day