menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Bholenath Se Pyar (Hindi)

Hansraj Raghuwanshihuatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Jabse tune thaama hai baba mera haath duniya ab

Dikhti nahi sab dikhte bhole nath

Mujhko tujhpe

Sab se jyada aitbaar ho gaya bhule na the pata nahi

Usse pyaar kab kab ho gaya

Bhule na the pata nahi usse

Pyaar kab kab ho gaya

Aap ki taarif mein koi shabd mere paas nahi

Aapke siwa duniya mein ab koi mera khaas nahi

Tere charno me re baba

Savere se din dhal gaya

Teri bhakti me hai sara moh

Mera so gaya bhole nath pata nahi tujha pyar ka

Kab ho gaya

Bojhala karke tu mujhe bhole yun bahon mein lapet le

Karuna ki woh har mahima de mujhko khud mein

Mujhko samet le bhole

Hey gusse na bada koi gyani hai na mujhse bada koi

Agyani hai gyan

Ki mujhko roshni de itni si shrishti tu

Saup de teri wo daulat

Besura sur raag me hai dhal gaya

Tere hi prem aur bhakti me mera

Naam aur nishaan hogaya bhule

Na the pata nahi tujhse pyaar

Kab kab ho gaya bhule na the pata nahi tujhse pyaar

Kab kab ho gaya

Bhule na the pata nahi usse pyaar kab kab ho gaya

เพิ่มเติมจาก Hansraj Raghuwanshi

ดูทั้งหมดlogo

อาจถูกใจคุณ

Bholenath Se Pyar (Hindi) โดย Hansraj Raghuwanshi – เนื้อเพลง & คัฟเวอร์