menu-iconlogo
huatong
huatong
hariharanalka-yagnik-bahon-ke-darmiyan-cover-image

Bahon Ke Darmiyan

Hariharan/Alka Yagnikhuatong
rgriffith65huatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann

Dole sun ke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann

Dole sun ke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

Khulte band hote

Labon ki ye ankahi

Khulte band hote

Labon ki ye ankahi

Mujhse keh rahi hai

Ke badhne de bekhudi

Mil yun ke daud jaayein

Nas nas mein bijliyaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya bole mann

Dole sun ke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

Aasmaan ko bhi ye

Haseen raaz hai pasand

Aasmaan ko bhi ye

Haseen raaz hai pasand

Uljhi uljhi saanson ki

Aawaaz hai pasand

Moti luta rahi hai

Saawan ki badliyaan

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Baahon ke darmiyaan

Do pyaar mil rahe hain

Jaane kya

Jaane kya

Bole mann

Bole mann

Dole sun ke badan

Dhadkan bani zubaan

Baahon ke darmiyaan

เพิ่มเติมจาก Hariharan/Alka Yagnik

ดูทั้งหมดlogo

อาจถูกใจคุณ