Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar
Rozana, rozana..
Teri aankhon se kahe
Kuch toh meri nazar
Rozana, rozana..
Rozana main sochun yehi
Kahan aaj kal main hoon lapata
Tujhe dekh toh hansne lage
Mere dard bhi kyun khamakhan
Hawaon ki tarah
Mujhe chhu ke tu guzar
Rozana, rozana..