Haq Allah
Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa
Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja
Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH
Sukr Kar KUDHA Kaa Tu Tujko Ya Watan Mila
Pak Sarzamee Mili Aur Ya Chaman Mila
Sir Ko Tu Jhukayaja, Sir Ko Tu Jhukayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH
Parchamay NABI Uthay Lay KHUDA Ka Asra
Dars-e-Murshidi Hai Yah Haq Pay Zingadi Lutta
Haq Pay Jaa Luttaja, Haq Pay Jaa Luttaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH
Jhoot Bolna Nahi Tum Kabhi Zaban Say
Laanata KHUDA Hai Yah Dekhlo Quran Say
Sach Kay Geet Gaayaja, Sach Kay Geet Gaayaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH
Baat Kar Tu Baad May Pehla Tu Salam Kar
Jo Tera Buzurg Hai Unka Ahtram Kar
Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja
Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja
Haq ALLAH