Junoon - Sanwal
Yeh dil kiyoun tumhara
Itna beyaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha..
Yeh dil kiyoun tumhara
Itna beyaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Issi dasht kay udhar hai koi doosra kinara
Issi dasht kay udhar hai koi doosra kinara
Wahan jao gey to ho gaa koi muntazir tumhara
Yeh dil kiyoun tumhara
Itna beyaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
-- guitar solo --
Yeh jo piyaas ka hai sehra
Issay paar karna ho gaa
Yeh jo piyaas ka hai sehra
Issay paar karna ho gaa
Kayee baar jeena ho gaa
Kayee baar jeena ho gaa
Kayee baar marna ho gaa
Yeh dil kiyoun tumhara
Itna beyaqeen hai
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Aisa to nahin hai
Keh sanwal nahin raha
Keh sanwal nahin raha
End.. Thank you