menu-iconlogo
logo

Yahi kaafi Hai

logo
เนื้อเพลง
Hmm

Hmm

Haa…

Tune chaha mujhe yahi kaafi hai

Maine paya tujhe yahi kaafi hai

Tune chaha mujhe yahi kaafi hai

Maine paya tujhe yahi kaafi hai

Jab tak tu rahe saans chalti rahe

Aankhe teri aankhon ke khwab bunti rahe

Ab to khawahish zara yahi baaki hai

Tune chaha mujhe yahi kaafi hai

Maine paya tujhe yahi kaafi hai

Tere hi aarjoo se

Bandhi hai aarzoo bhi

Dhadkan se dhadkano ki ho gayi hai thodi yaari

Tujhme hi aaj maine

Khud ko chupa liya

Zindagi kahe ye mujhse

Jeene ki aayi hai baari

Jab tak tu rahe

Yun hi hasti rahe

Ishq ki baarishon me

Bheegi-bheegi tu rahe

Ab to khwahish

Zara yahi baaki hai

Tune chaha mujhe yahi kaafi hai

Maine paya tujhe yahi kaafi hai

Pal pal me aaj teri

Khud ko hi bun rahi hoon

Jaane kyun lag raha hai

Teri ho gayi hoon saari

Mehki hai shaam bhi to

Teri hi khusbuon se

Ab to katenge raate

Aankhon hi aankhon me saari

Jab tak tu rahe

Ishq ki baarishon me

Bheegi-bheegi tu rahe

Ab to khwahishe zara

Yahi baaki hai

Tune chaha mujhe yahi kaafi hai

Maine paya tujhe yahi kaafi hai

Tune chaha mujhe yahi kaafi hai

Maine paya tujhe yahi kaafi hai

Hmm

Yahi kaafi Hai โดย Mahimma Bhardwaj – เนื้อเพลง & คัฟเวอร์