menu-iconlogo
logo

Pyar Hua Ikrar Hua Hai Pyar Se

logo
เนื้อเพลง
Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

Kaho ki apani

Preet ka geet ka

Badalega kabhi

Tum bhi kaho is

Raah ka meet naa

Badalega kabhi

Pyaar jo tuta pyaar jo chuta

Chand na chamakega kabhi

Aahaa haa aahaa haa aa

Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

Raato daso dishaao se

Kahegi apani kahaiyaan

Prit hamaare pyaar ki

Doharaaegi jawaniya

Mai na rahugi tum na rahoge

Phir bhi rahegi nishaaniyaan

Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil

Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

Kehata hai dil rasta mushkil

Maalum nahi hai kaha manzil

Pyaar hua iqaraar hua hai

Pyaar se phir kyo darta hai dil.

Pyar Hua Ikrar Hua Hai Pyar Se โดย Manna Dey/Lata Mangeshkar – เนื้อเพลง & คัฟเวอร์