Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Pehle to main shayar tha,
Pehle to main shayar tha
Aashiq banaya aapne
Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Dard e dil dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Aapki madhosh nazrein
Kar rahi hain shayari
Aapki madhosh nazrein
Kar rahi hai shayari
Ye ghazal meri nahi
Ye ghazal hai aapki
Maine to bas wo likha
Jo kuchh likhaya aapne
Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Kab kaha sab kho gayi
Jitni bhi thi parchhaaiya
Uth gayi yaaro ki mehfil
Ho gayi tanhaaiya
Kab kaha sab kho gayi
Jitni bhi thi parchhaaiya
Uth gayi yaaro ki mehfil
Ho gayi tanhaaiya
Kya kiya shayad koi
Parda giraya aapne
Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Aur thodi der me bas,
Ham juda ho jayenge
Aur thodi der me bas,
Ham juda ho jayenge
Aapko dhundhunga kaise,
Raaste kho jayenge
Naam tak bhi to nahi,
Apna bataya aapne
Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
Pehle to main shayar tha
Aashiq banaya aapne
Dard e dil
Dard e jigar
Dil me jagaya aapne
La la lala lala la la lala la la
La la lala lala la la lala la la
La la lala lala la la lala la la
La la lala la la lalaa