menu-iconlogo
logo

Ek Raja Hai Ek Rani Hai

logo
เนื้อเพลง
O.. la la la la

Ek raja hai ek rani hai

Paas paisa hai aur jawani hai

Aur kya zindagani hai

O.. aur kya zindagani hai

Sab naseebon ki yeh kahani hai

Teri chahat ki sab nishani hai

Aur kya zindagani hai

Aur kya zindagani hai

Ghar hai ek mandir tum mere devta ho

Maine rab se maangi wohi tum dua ho

Kaun hamein duniya mein itna pyaar dega

Itni khushi aur aisa sansar dega

Mujhe rehna hai inhi charnon mein

Umra baahon mein yoon bitaani hai

Aur kya zindagani hai

Aur kya zindagani hai

Aisi apni dosti hai aisa dostana

Yaad rakhega humko sara zamana

Dosti pe bilkul na karna bharosa

Dost banke dete hain log yahan dhokha

Dosti hum na kabhi todenge

Aaj humne yeh dil mein thaani hai

Aur kya zindagani hai

Aur kya zindagani hai

Aise gulshan to baharon mein khila karte hain

Aise maa baap naseebon se mila karte hain

Maine har roj dua maangi hai teri khaatir

Mera har khwaab ban gaya hai haqeekat aakhir

In rishton ko hum nibhaayenge

Apni pooja bhi aazmani hai

Aur kya zindagani hai

Aur kya zindagani hai

Ek raja hai ek rani hai

Teri chahat ki sab nishaani hai

Sab naseebon ki yeh kahani hai

Hai karam uska meharbani hai

Aur kya zindagani hai

Ho.. aur kya zindagani hai

Ho.. aur kya zindagani hai

Ho.. aur kya zindagani hai