menu-iconlogo
huatong
huatong
mohammed-rafi-ae-phoolon-ki-rani-cover-image

Ae Phoolon Ki Rani

Mohammed Rafihuatong
presusr1huatong
เนื้อเพลง
บันทึก
aye phoolon ki raani

baharon ki malika

tera muskurana

gazab ho gaya

aye phoolon ki raani

baharon ki malika

tera muskurana

gazab ho gaya

na dil hosh mein hain

na hum hosh mein hain

nazar ka milana

gazab ho gaya

tere honth kya hain

gulabi kanval hain

ye do pattiyan

pyaar ki ik gazal hain

wo nazuk labon se

mohabbat ki baaten

humin ko sunana

gazab ho gaya

aye phoolon ki raani

baharon ki malika

tera muskurana

gazab ho gaya

kabhi khul ke milna

kabhi khud jhijhakna

kabhi raaston par

behakna machalna

ye palkon ki chilman

utha kar girana

gira kar uthana

gazab ho gaya

aye phoolon ki raani

baharon ki malika

tera muskurana

gazab ho gaya

fizaaon mein thandak

ghata par jawani

tere gesuon ki

badi meharbani

har ik pech mein

saikadon maikade hain

tera ladkhadana

gazab ho gaya

aye phoolon ki raani

baharon ki malika

tera muskurana

gazab ho gaya

เพิ่มเติมจาก Mohammed Rafi

ดูทั้งหมดlogo

อาจถูกใจคุณ