Dil tadap tadap ke
keh raha hai aa bhee ja
Tu humse aankh na chura,
tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil tadap tadap ke keh
raha hai aa bhee ja
Tu humse aankh na chura,
tujhe kasam hai aa bhee ja
Tu nahee toh yeh bahar kya bahar hai
Gul nahee khile ke teraa intejar hai
Tu nahee toh yeh bahar kya bahar hai
Gul nahee khile ke teraa intejar hai
Ke teraa intejar hai
Ke teraa intejar hai
Dil tadap tadap ke keh
raha hai aa bhee ja
Tu humse aankh na chura,
tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil dhadak dhadak ke
de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu
mai, tumhare pas hu sada (2)
Tum se meree jindagi
ka yeh singar hai
Jee rahee hu mai ke
mujhko tumse pyar hai
Tum se meree jindagi ka yeh singar hai
Jee rahee hu mai ke
mujhko tumse pyar hai
Ke mujhko tumse pyar hai
Ke mujhko tumse pyar hai
Dil tadap tadap ke
keh raha hai aa bhee ja
Tu humse aankh na chura,
tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil dhadak dhadak ke
de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu
mai, tumhare pas hu sada
Muskurate pyar ka asar hai har kahee
Ham kahan hain dil kidhar hai
kuchh khabar nahee
Muskurate pyar ka asar hai har kahee
Ham kahan hain dil kidhar
hai kuchh khabar nahee
Kidhar hai kuchh khabar nahee
Kidhar hai kuchh khabar nahee
Dil tadap tadap ke
keh raha hai aa bhee ja
Tu humse aankh na chura,
tujhe kasam hai aa bhee ja
Dil dhadak dhadak ke
de raha hai yeh sada
Tumharee ho chukee hu mai
tumhare pas hu sada