Pakistan Zindabad
Follow Mubashir Khan
watan ki mitti gawah
rehna… gawaah rehna
watan ki mitti gawaah
rehna… gawaah rehna
gawah rehn gawah rehna gawah rehna
watan ki mitti azeem hai tu
azeem tar ham bana rahe
hain… gawaah rehna
watan ki mitti gawaah
rehna… gawaah rehna
Pakistani tujhe salam
tere mughanni ki har sadaa mein teri
hi khushboo mehek rahi hai
tere mughanni ki har sadaa mein teri
hi khushboo mehek rahi hai
har aik sur mein, har aik lay mein, teri
mohabbat chamak rahi hai… gawaah rehna
watan ki mitti gawaah
rehna… gawaah rehna
Allah Pakistan ki hifazat farmaye
teri zameen kay yeh chaand, taary, hai
jin ki aankhon mein pyaar tera
teri zameen kay yeh chaand, taary, hai
jin ki aankhon mein pyaar tera
sadaaqaton kay diye jala kar barha
rahay hain waqaar tera… gawaah rehna
watan ki mitti gawah rehna… gawaah rehna
Follow Me and rate this song
har aik dil mein teri lagan hai,
teri hi jaanib har ek nazar hai
har aik dil mein teri lagan hai,
teri hi jaanib har ek nazar hai
teri hifaazat ka azm lay kar har aik
apne mahaaz par hai… gawah rehna
watan ki mitti gawah rehna… gawah rehna
watan… watan… watan ki mitti
gawah rehna… gawaah rehna
watan ki mitti azeem hai tu
azeem tar ham bana rahe
hain… gawaah rehna gawah rehna
watan ki mitti gawah rehna… gawaah rehna
gawah rehna… gawah rehna…
gawah rehna… gawah rehna….