woh jo ham mein tum mein
qarar tha
tumhein yaad ho k ,na yaad ho
woh jo ham mein tum mein
qarar tha
tumhein yaad ho , k na yaad ho
woh i yani waada
wohi yani waada ,nibaah ka
tumhein yaad ho k , na ya..ad ho
wohi yani waada
woh naye.. giley woh
shika...yatein
woh maze maze ki..
hika yatein ,
woh naye.. giley woh
shika...yatein
woh maze maze ki
hika yatein...,
woh her aik ba..at pe
roothna ,
tumhein yaad ho k , na ya ad ho
woh her aik baat.. pe
roothna
tumhein yaad ho k , na ya..ad ho
woh jo ham mein tum mein...
kabhi ham mein tum mein bhi
cha h thi...
kabhi ham se tum se.. bhi
ra ah thi ,
kabhi ham mein tum mein bhi
cha h thi...
kabhi, ham se tum se bhi
raah thi
kabhi ham bhi tum bhi..
the aashna
tumhein yaad ho k, na yaad ho
kabhi ham bhi tum bhi the
aashna
tumhein yaad ho k, na yaad ho
woh jo ham mein tum mein..
jis se ap.. gin'tey the ,aashna.....
jis se ap.. keh'tey, the.., ba wafa..,
jis se ap gin'tey the, aashna
jis se ap keh'tey the, ba wafa
main wohi hoon, momin e mubtila
tumhein yaad ho.. k, na ya..ad ho
main wohi hoon, momin e mubtila
tumhein yaad ho k , na ya ad ho
woh jo ham mein tum mein
qarar tha
tumhein yaad ho k na yaad ho
woh jo ham mein tum mein..