menu-iconlogo
logo

Woh Kehte Hai Humse

logo
เนื้อเพลง
Woh kehte hai humse

Woh kehte hai humse

Abhi umar nahin hai pyaar ki

Naadaan hai wo kya jaane

Kab kali khili bahaar ki

Woh kehte hai humse

Abhi umar nahin hai pyaar ki

Naadaan hai wo kya jaane

Kab kali khili bahaar ki

Woh kehte hai humse

Kamsin ho yaa jawaan ho

Jab pyaar jaagta hai

Kamsin ho yaa jawaan ho

Jab pyaar jaagta hai

Kab umr dekhta hai

Dil kaa jaana

Dil ka aa jaana

Yeh baat nahin ikhtiyaar ki

Naadaan hai wo kya jaane

Kab kali khili bahaar ki

Woh kehte hai humse

Dharti ke saath ambar

Chanda ke saath taare

Dharti ke saath ambar

Chanda ke saath taare

Nadiyaa ke sang kinaare

Koi nahi tanha

Koi nahi tanha

Hai reet yahi sansaar ki

Naadaan hai wo kya jaane

Kab kali khili bahaar ki

Woh kehte hai humse

Abhi umar nahin hai pyaar ki

Naadaan hai wo kya jaane

Kab kali khili bahaar ki

Woh kehte hai humse

Lal lal la lal lal la

Lal lal lara la la

Lal lal la lal lal la

La la lara lara la

Lal lal la lal lal la

Lara lara lara

Lal lal la lal lal la

La la la la lara la