Jo humko janam de vahi to hai mata
Pita hi to hai sabka bhagya vidhata
Rini pita ka har santan hai
Vohi humara bhagwan hai
Jo humko janam de vahi to hai mata
Pita hi to hai sabka bhagya vidhata
Rini pita ka har santan hai
Vohi humara bhagwan hai
Jo humko janam de vahi to hai mata
Tham kar ungli jiski chalna sikhe
Jiske saye me chalkar sambhalna sikhe
Galti karte the hum
Daat te the hume jiske dar se hi dhache me dhalna sikhe
Jo humko janam de vahi to hai mata
Pita hi to hai sabka bhagya vidhata
Rini pita ka har santan hai
Vohi humara bhagwan hai
Thaam kar ungli vo dikhaya hume
Hote sanskar kya vo sikhaya hume
Jhel kar mushkile muskuraate huye
Pala posa padhaya likhaya hume
Jo humko janam de vahi to hai mata
Pita hi to hai sabka bhagya vidhata
Rini pita ka har santan hai
Vohi humara bhagwan hai
Pyar ki raah par nit chalaya hume
Har bure raate se bachaya hume
Khun pasina bahakar pita ne sada
Aaj insaan acha banay hume
Jo humko janam de vahi to hai mata
Pita hi to hai sabka bhagya vidhata
Rini pita ka har santan hai
Vohi humara bhagwan hai
Koi bhi cheez mangi dilayi hume
Kandhe par hume sair apne karayi hume
Ghutne tek sada ghoda banke hume
Apne peeth par savari karayi hume
Jo humko janam de vahi to hai mata
Pita hi to hai sabka bhagya vidhata
Rini pita ka har santan hai
Vohi humara bhagwan hai
Jo humko janam de vahi to hai mata
Pita hi to hai sabka bhagya vidhata