Dekho dekho yeh garibi
Yeh garibi ka haal
Krishn ke dar pe
Biswas leke aaya hoon
Mere bachpan ka yaar hai mera Shyam
Yahi soch kar main aas kar ke aaya hoon
Are dwarpalon
Kanhaiya se keh do...
Are dwarpalon
Us Kanhaiya se keh do...
Ke dar pe Sudama
Garib aagaya hai
......
Haan bhatakte bhatakte
Naa jaane kahan se...
Bhatakte bhatakte
naa jaane kahan se...
Tumhare mahal ke
Karib aagaya hai
......
He Are dwarpalon
Kanhaiya se keh do...
Are dwarpalon
Kanhaiya se keh do...
......
Naa sar pe hai pagri
Naa tan pe hai jaama
Baatado Kanhaiya ko
Naam hai Sudama Haan...
......
Naa sar pe hai pagri
......
Naa tan pe hai jaama
......
Bata do Kanhaiya ko
Naam hai Sudama
Ho... Naa sar pe hai pagri
Naa tan pe hai jaama
Baata do Kanhaiya ko
Naam hai Sudama ho...
......
Bas ek baar Mohan
Se ja kar ke kah do...
Tum ek baar Mohan
Se ja kar ke kah do...
Ke milne sakha badnaseeb aa gaya hai
......
Haan Are dwarpalon
Kanhaiya se keh do...
......
Ke dar pe Sudama
Garib aageyaa hai
Sunte hi doude
Chale aaye Mohan
Laagaya gale se
Sudama ko Mohan haan...
......
Sunte hi daude
Chale aaye Mohan
Laagaya gale se
Sudama ko Mohan haan
Sunte hi daude
Chale aaye Mohan
Laagaya gale se
Sudama ko Mohan haan...
......
Hua Rukmani ko
Bahut hi achambha...
Hua Rukmani ko
Bahut hi achambha...
Yeh mehmaan kaisa
Ajeeb aa gyaa hai
......
Haan dwarpalon
Kanhaiya se keh do...
......
Ke dar pe Sudama
Garib aagaya hai
......
Barabar pe apne
Sudama bithaye
Charan aansuon se
Shyam ne dhulaye haan...
......
Barabar pe apne
......
Sudama bithaye
......
Charan aansuon se
Shyam ne dhulaye haan...
Barabar pe apne
Sudama bithaye
Charan aansuon se
Prabhu ne dhulaye haan...
......
Na ghabraao pyare
Jara tum Sudama...
Na ghabraao pyare
Jara tum Sudama...
Khushi ka shama tere
Kareeb aa gaya hai
......
Are dwarpalon
Us Kanhaiya se keh do...
Ke dar pe Sudama
Garib aagaya hai
Ke dar pe Sudama
Garib aagaya hai
Bhatakte bhatakte
Naa jaane kahan se...
Bhatakte bhatakte
naa jaane kahan se...
Tumhare mahal ke
Karib aagaya hai
Tumhare mahal ke
Karib aagaya hai
Tumhare mahal ke
Karib aagaya hai
Tumhare mahal ke
Karib aagaya hai